kaan pe haath rakhkar jo gehra raha hai
aisi roshni ki aankhon ko cheere jaati hai
moond loon gar aankh, yeh aur badhti jaati hai
chal padoon toh dagmagate hain kadam
ruk jaaoon toh aap hee bhagte hain
jaane kis firaaq mein hai man mera...
na jaane kya baat hai.
No comments:
Post a Comment